2 out of 52 of 5Verified purchaseSales and pre-purchase
zara clarity ki kami thi
pata nahi kyun, lekin sales process mein baar baar same baatein sunni pad rahi thi. kuch cheezen clear nahi thi aur mujhe kaafi wait karna pada. thoda boring ho gaya mujhe, bas zyada information nahi mil rahi thi.