1 out of 51 of 5Verified customerTraining and onboarding
Yeh training bilkul kaam nahi aayi
Mujhe yeh training itni confusing lagi. Jo maine pehle use kiya tha, woh toh bahut simple tha. Yahan toh main samajh hi nahi paa raha tha. Har cheez complicated lag rahi thi aur main frustrated ho gaya. Bas ik baar hi try kiya aur phir bhool gaya.