1 out of 51 of 5Verified customerTraining and onboarding
Waisa nahi laga jaisa expect kiya tha
Onboarding process bahut slow tha. Training mein samajh nahi aaya ki kaise shuru karna hai. Mujhe toh sirf frustation hi mila. Yaar, zyada samay waste kiya bina kisi effective result ke.