5 out of 55 of 5Verified purchaseTraining and onboarding
Training was exactly what I needed
Mujhe training se wo sab kuch mil gaya jo maine expect kiya tha. Jo bhi process samjhaya gaya, woh bilkul clear tha aur nahi cheezein sikhne ka mauka mila. Bas maine jo socha tha waise hi experience mila aur isse mujhe bahut confidence mila. Isse samajhna asaan tha, aur maine bahut kuch achhe se seekha.