Training theek thi, onboarding solid laga
Jab maine training aur onboarding process start kiya WFHI ke software ke liye, toh sab clear tha jo bataya gaya. Software ki basic functionalities, jaise ki call karne ke tools aur dialer, database structure, sab kuch practical tareeke se samjhaya gaya tha. Training module thoda long tha, par iske through onboarding smooth raha aur mujhe jaldi samajh aa gaya ki kaise system use karna hai. Haan, thoda aur examples ya hands-on session helpful hota, par overall jo cheezein shuruat mein zaruri hain, unmein clarity achhi mili. Mujhe laga training ne apna kaam kiya, aur onboarding ke baad main confident ho gaya ki main apne routine ke hisaab se software ko efficiently use kar sakta hoon bhale hi thoda aur detailed ho to aur badiya hota.