Training tha thoda mix - kuch samajh aaya, kuch struggle thi
Jab training start ki toh bahut saari cheezein self-explore karni padi, onboarding mein kaafi hi kuch mujhe khud hi set karna tha. Kuch modules clear the, jaise ki software basics aur dialer ka istemal, usme zyada problem nahi aayi. Par jab database feature aur automatic updates ko samajhne ki baat aayi, toh thoda confusion tha, aur documentation mein bhi clarity kam thi. Training session thodi uneven lagi, kucch topics perfect samjhe toh kuch aise jo mujhe khud adjust karna pada during real use. Overall, experience thik tha lekin full confident feel karne ke liye mujhe khud kaafi effort lagana pada, jo thoda tiring tha.