Training tha average, basic kaam ho jata tha
Maine pehle kuch alag softwares pe training li thi, aur WFHI ki training mujhe thodi different lagi, especially onboarding process mein. Jo bhi main seekhna chah raha tha call tools aur dialer ke liye, woh poora tareeke se cover nahi hua. Basic features ko samajhne mein koi dikhat nahi thi, par advanced use-case ke liye jyada help ya deep guidance nahi mili, jo main expect kar raha tha. Training zyada smooth nahi thi, bas thik tha. Agar sirf kaam chalana hai with main functions, toh chalega, warna shayad zyada useful na ho. Simple training ke hisaab se ye average tha.