4 out of 54 of 5Verified purchaseTraining and onboarding
Training ke liye thoda time aur dhyan dena pada
Training session main joining se lekar dialer aur database features samajhne mein mujhe kuch effort lagana pada. Explanation kaafi clear thi, par kabhi kabhi details mein clarity chhut jati thi, isliye mujhe dobara samajhne ke liye software ka hands-on karna pada. Onboarding ke time sign-up process samajhna thoda quick tha, par overall pace manageable tha. Training ke andar product ke use ke baare mein stepwise bataaya gaya, jo kaafi helpfull tha. Mujhe lagta hai agar thoda aur detailed ho toh naya user jaldi ready ho sakta hai.