Training aur onboarding mein lagbhag do din lage
Maine WFHI ke training modules try kiye, aur previous tools se kaafi alag lage. Pehle main jo software use karti thi usme onboarding zyada quick hota tha. Yahan par thoda detailed training chalta tha, jis se samajhne mein waqt laga. Lekin training ka content achha tha aur steps clearly diye gaye the. Thoda aur interactive session hota toh aur acha lagta. Ongoing support ki baat karoon toh wo theek thaak tha. Overall, training ki quality achchi thi, bas thoda samay lagta hai isme.