2 out of 52 of 5Unverified experienceSales and pre-purchase
Thodi clarity ki kami lagi
Mujhe thoda confusing laga jab main purchase karne wala tha. Wo wording aur labels mujhe sahi se samajh nahi aaye. I expected kuch aur aur mila kuch aur. Dimaag mein bahut sawal the jab main decision le raha tha. Ek cheez mujhe achi lagi ki payment process easy tha, par baaki sab mujhe samajhne mein dikkat hui. Thoda aur clarity hoti toh accha hota.