Support aur communication kaafi mila jula experience tha
Initially, mujhe lag raha tha ki support system thoda zyada accessible hoga, lekin actually jab main problem face kar raha tha toh zyada tar cheezein mujhe khud se hi samajhni pad rahi thi. Training material tha, magar kuch steps thoda vague the, jis wajah se maine kaafi time khud research karte hue spend kiya. Dialer aur calling tools kaafi ache hain, par unke kuch features mujhe turant samajh nahi aaye. Lekin jab finally telephonic support se baat kari, toh feedback constructive mila aur unhone patiently meri queries ko address kiya. Payment system thoda streamline lag raha hai, aur invoice milne mein koi dikkt nahi hui. Database feature thoda sa over-complicated tha mere liye, shayad main uska puri tarah fayda uthaanay mein abhi ready nahi tha. Toh overall, yeh pura experience mujhe mix laga, ek taraf software ki capabilities acha feel karayi, magar communication aur support thoda aur clear ho toh badiya rahega.