Socha simple hoga, par software ne confidence diya zyada hi
Initially, mujhe laga tha ki software simple sign-up aur payment ke baad easy chalega, par system ki details samajhne mein thodi der lagi. Lekin baad mein jab main software ko explore kar raha tha, tab mujhe laga support aur training dono kaafi helpful thi aur unhone meri confidence badha di. Jo cheeze maine expect ki thi usse kahin zyada smooth laga workflow chalana, dialer se lekar database tak seamless tha experience. Overall, jo expectation tha usse kaafi behtar raha, treatment itna acha mila ki main future mein bhi continue karunga for sure.