Socha jyada clear hoga, par kuch baatein toh confuse kar gayi
Yaar starting me sales wale ne bolo tha sab clear hoga, par jab maine dhyan diya toh kaafi cheezein thodi vague thi. Matlab, wahi jo software or training setup hai, uske baare me poori detail expected thi, but je confusion tha ki kaise operate karna hai call dialer or database ka. Phone pe baat kar ke thoda help mili par sab kuch expected se thoda unclear tha. Main toh bas soch rahi thi ki smooth process hoga, par thoda twist mila. Support achha hai but pre-purchase jo samajh aana chahiye tha, woh miss ho gaya thoda.