4 out of 54 of 5Verified purchaseSupport and communication
setup ke liye thoda time laga but maza aaya
Software ko samajhne main aur dialer use karne mein thoda waqt laga, specially jab maine database ko apne hisab se organize kiya. Training sessions theek-thaak the, mujhe laga ki thoda aur short hote toh better tha. Sign-up process simple tha, aur invoicing bhi smoothly hui. Support team ne regularly help ki, lekin kuch baar lagta tha unka response thoda slow ho sakta hai. Overall, ye poora process kuch ekstra effort mangta hai initially, par phir kaafi useful hota hai. Main definitely isko use karti rahungi, bas thoda time dena padega apne setup ko proper banane mein.