5 out of 55 of 5Unverified experienceTraining and onboarding
Setup didn’t take much time
Jab maine training lena shuru kiya, mujhe laga bohot time lagega. Lekin kuch hi din mein main ready ho gaya. Bahut achha experience raha, sab samajh aa gaya bina kisi tension ke. Thoda aur detail mein ho sakta hai, par overall achha hai!