Sales steps thode complicated lage par overall theek tha
Main soch raha tha ki sales aur signup process bahut straightforward hoga, basically ekdum simple order mein hoga saara. Lekin jab main signup kar raha tha, kuch steps thode extra lag ke aaye, jahan mujhe samajhna pada ki kaunse option select karne hain, aur kya kya features automatically mil rahe hain. Mujhe laga ki ye thoda zyada soch ke karna pada, par fir bhi system ne kaafi help ki, aur jo training modules mile wo kaafi organized the. Matlab thodi confusion thi jab main pehla baar poora process kar raha tha, par baad mein samajh aaya ki ye steps logically arranged hain. Toh thoda tedious laga initially, par kaam ka system tha ye.