Product purchase bada confusing raha
Pehli baar purchase karte waqt mujhe bahut confusion tha, aur support se bhi zyada madad nahi mili. Payment ke process clear nahi tha, aur invoice milne mein bhi delay hua. Sales team ne jo details di thi, woh consistent nahi thi, is wajah se maine baar baar unse clarification mangni padi. Training aur software setup ke bare mein bhi clear guidance ki kami thi, jo mujhe aage bhi shayad help ke liye contact karna padega. Overall, experience acha nahi raha, aur main shayad agli baar bina kisi help ke is process ko handle nahi kar paungi. Simple aur transparent procedure hona chahiye tha, par woh nahi mila. Yeh sab kuch karne mein mujhe waqt zyada waste lag raha hai, is wajah se main apne decision par thoda rethink kar rahi hoon.