Mujhe lagta tha ki jo training aur onboarding milega, woh pehle se better hoga. Pehle maine dusre pl
Mujhe lagta tha ki jo training aur onboarding milega, woh pehle se better hoga. Pehle maine dusre platforms use kiye hain, wo zyada smooth aur samajhne mein aasaan the. Yahaan pe onboarding thoda complex lag raha tha aur instructions clear nahi thi har jagah. Training material bhi thoda confusing tha, kabhi kabhi lagta tha ki yeh mera time waste kar raha hoon. Lekin ek achi baat yeh thi ki dialer tool thik se kaam karta tha aur call karne mein problem nahi hui. Overall main thoda confused feel kar raha hoon ki kya mein is process ko continue karoon ya nahi, kyunki expectations se match nahi ho raha hai bohot. Shayad agar training thoda aur structured hoti toh zyada madad milti. Par ab jo practical cheezein seekh raha hoon usse shayad kisi had tak kaam chal jaye.