Shuru mein mujhe laga setup kaafi bada hoga, lekin software ne zyada baar baar ka kaam automate kar
Shuru mein mujhe laga setup kaafi bada hoga, lekin software ne zyada baar baar ka kaam automate kar diya, toh ek baar ye sab set karne ke baad dobara updates ya phir access ka masla kam hua. Thoda sa confusion tha jab main database feature samajh raha tha, kyunki kaafi options hote hain jo shayad har rookie ko samajh mein na aaye, par training ke saath ye sahi ho gaya. Mujhe lagta hai ki ye ek tarah ka one-off setup hai, phir operational cheezein chalti rahengi mostly bina rukawat ke. Toh jo bhi queries hain wo mostly ek baar hoti hain pehle, fir software ki updates se hi kaafi madad milti hai. Overall soch raha hoon, agar phir se karna pada toh definitely karunga, wo bhi thoda better understanding ke saath.