5 out of 55 of 5Verified purchaseSupport and communication
patience se kaam hota hai
mujhe support mein zyada baar koi wait nahi karna pada, aur jitni baar mein kisi cheez ki help chahta tha, unhone achhe se samjha diya. kuch choti choti cheezein hoti hain jo miss ho gayi, par overall toh support kaafi acha tha.