2 out of 52 of 5Verified customerTraining and onboarding
Mujhe onboarding process thoda confusing laga. Bahut saari cheezein khud hi samajhni padi, aur har b
Mujhe onboarding process thoda confusing laga. Bahut saari cheezein khud hi samajhni padi, aur har baar koi help nahi tha. Sirf ek achha trainer mila, baaki sab self-exploration hi karni padi. Baki modules achhe hain par mujhe initial guidance ki kami mehsoos hui.