5 out of 55 of 5Verified purchaseTraining and onboarding
Mujhe sahi training mili, kaam ban gaya
Training aur onboarding process bilkul clear tha aur main easily samajh pa raha tha ki kya karna hai. Dashboard pe har cheez clearly labelled thi, jo mera kaam asaan bana diya. Mujhe call dialer aur database feature ke steps jaldi samajh aaye, isliye zyada time waste nahi hua. Sign-up aur payment process mein bhi koi dikkat nahi aayi, sab smooth tha. Overall, main confident hoon ki main software ko efficiently use kar sakta hoon aur training se mera kaafi time bacha.