Labels samajhne mein thodi kami thi yeh missing thi
Maine training aur onboarding material use kiya hai WFHI ke software ke liye. Labels aur buttons ka jo wording hai, wo mostly samajh mein aata tha par kuch jagah pe aisa lagta tha ki thodi aur clarity hoti toh better tha. Kabhi kabhi lagta tha ki dialer aur database instructions thode vague the, jaise ki mujhe baar-baar repeat karke samjhana pada ki kaunsa button kis kaam ata hai. Jo automatic updates aate hain, unka explanation bhi simple nahi tha, was expecting ki software smooth chalega bina manual intervention ke. Koi bahut badi problem nahi thi par mujhe laga ki training module mein thoda aur highlight karna chahiye ki kis label ka matlab kya hai, kyunki beginners ko confuse karta hai. Overall experience theek tha, par main thoda bore tha baar baar ye hi cheeze samjhate samay.