4 out of 54 of 5Unverified experienceTraining and onboarding
Kuch terms clear nahi the, overall achha hai
Training session kaafi informative raha, par kuch terms aur labels mujhe samajhne mein thoda time laga. Jab samjha to kaafi useful rahe, par thoda aur clarity acha hota. Overall, training ko main achha maanti hoon lekin kuch areas mein sudhaar ki zarurat hai.