5 out of 55 of 5Verified purchaseTraining and onboarding
Kuch labels ka clarity missing
Training mein shuru mein thoda confusion raha jab wording aur labels ki baat aayi. Lekin baaki sab kuch accha tha, aur overall samajhne mein help milti gayi. Thoda aur detail hoti toh aur bhi acha hota.