Kuch confusion hui thi, par training samajh mein aa gayi
Mujhe yeh feel hua ki training session mein na toh sab kuch bohot clear tha aur na hi bilkul complicated. Kuch explanations aisi thi jo mujhe thodi confusing lagi, jaise ki database ka use aur calling tools ka exact workflow. Lekin phir bhi jab practical onboarding shuru ki, tab main samajh gayi ki overall process kaise kaam karta hai. Ho sakta hai ki training mein thoda aur simple aur direct approach liya jaata toh behtar hota. Thoda waiting bhi hui jab trainers se doubt clear karne mein, lekin unka support overall achha tha. Isi wajah se mai bolti hoon ki training thik thi, apne kaam ko sahi direction mein le jaati hai magar thoda fir bhi clarity improve karni chahiye. Mujhe lagta hai ki agar step-by-step zyada clearly bataya jaye toh naye users ke liye helpful hoga.