Kabhi click hui toh kabhi nahi
Starting with WFHI software ka sales process thoda slow laga mujhe. Sign-up mein toh sab theek tha, par onboarding aur training thoda delay hua. Pehla din jab main software ko use kar raha tha, dialer feature ko samajhne mein dikkat hui, aur us din mujhe lag raha tha ke shayad yeh mera kaam nahi hai. Phir kuch din baad jab database aur calling tools ke bare mein zyadha samajh aya, tab thoda click hua. Lekin mujhe abhi bhi lagta hai ki onboarding ka flow smooth ho sakta tha if thoda jaldi aur clearly steps diye jaate. Payment aur invoice process toh theek hi raha, bas thoda wait karna pada confirmation ka. Overall, mujhe lag raha hai ki mujhe abhi is system ke saath pura comfort hone mein waqt lagega. Click hona kabhi sikta hai, kabhi nahi, yehi situation hai.