Skip to main content

WFHI review

kaafi efforts karne padte hain hours ke hisaab se

4 out of 54 of 5Verified purchaseTraining and onboarding

kaafi efforts karne padte hain hours ke hisaab se

Training aur onboarding mein thoda time aur efforts lagte hain, especially jab aapke kaam ke hours fixed ya limited hote hain. Software mein jitna material diya gaya hai, wo accha hai, par mere liye wo perfect fit nahi tha kyunki kuch modules flexible nahi the mere working hours ke hisaab se. Mujhe extra practice aur adjustments karni padti thi har roz, jo thoda stressful tha kabhi kabhi. Par haan, isme ye bhi achha laga ki software mein continuous updates aate rehte hain, jisse naye features seekhne milte hain aur thoda workload manage karna aasaan ho jata hai. Toh dono taraf se dekha jaye toh, fit hone mein mehnat to lagti hai lekin kuch baatein kaam aati hain.

Sarika NagarajanDelhi, IndiaExperience: Published:
About this verification label

Verified purchase

The reviewer's payment for a named WFHI plan was matched to a WFHI record.

Read the review policy