2 out of 52 of 5Verified customerTraining and onboarding
Mujhe WFHI ki training aur onboarding process mein kaafi dikkat hui. Sab kuch itna clear nahi tha, a
Mujhe WFHI ki training aur onboarding process mein kaafi dikkat hui. Sab kuch itna clear nahi tha, aur kuch sessions kaafi slow the. Thoda sa basic understanding mil gaya, lekin jyada clarity nahi. Sirf ek webinar ka session acha laga, baaki sab mein samajhna mushkil hua.