jo log simple workflow chahte unke liye theek hai, baaki shayad nahi
Mainne dekha ki software workflow pretty simple rakha hai, steps theek hain but jo log bahut complex ya customized systems chahte hain unke liye ye shaayad thoda chhota padega. Onboarding mein sab kuch ek achhi sequence mein tha, pehle training, phir dialer aur database tutorial which mujhe useful laga. Par kuch features jaise advanced filtering mujhe lagta hai ki thoda late introduce kiya gaya, thoda aur starting mein aana chahiye tha. Mujhe toh lagta hai ki ye product specifically un logon ke liye bana hai jo shayad basic remote workflows par kaam karte hain. Database ka structure sahi hai aur updates regular aate hain, toh aise log jinko regular maintenance ka tension nahi chahiye woh isey easily manage kar sakte hain. Onboarding flow simple aur straightforward hai, par agar aap thoda complex setup chahte ho toh main kahungi ki shayad yeh utna suit na kare. Overall, main ise recommend karungi agar aapko simple aur seedha workflow chahiye.