3 out of 53 of 5Verified customerSales and pre-purchase
Jo expect kiya tha, wo nahi mila
Main jab WFHI mein sign up karne lagi, mujhe laga sab kuch smooth hoga. Lekin kuch steps thodi confusing hui. Kahi-kahi pe flow achha tha, par kuch jagah samajh nahi aaya ki kya karna hai. Agar saari cheezein ek sahi order mein hoti, toh acha hota. Overall, kuch accha laga, par kuch mehsoos hua ki yeh thoda zyada complicated ho gaya hai.