Mai khud si zyada samajh nahi pa raha tha shuru me ki training mein kya karna hai because there were
Mai khud si zyada samajh nahi pa raha tha shuru me ki training mein kya karna hai because there were instructions but left kaafi cheezon ko guess karna padta tha jaise dialer kaise set karna hai aur database mein data kaise add karna hai. Par jab maine ek din practically use karke software pe calls kiye and apne workflow ko integrate kiya tabhi lag gaya ki ye sab kitna simple hai. Training videos helpful the but real samjh toh tab aayi jab reintegrate karke apne hisaab se practice kiya. Sign up bhi quick tha aur payment process smooth tha, usmein bhi koi dikkat nahi hui. Ab main confident feel karta hoon daily use ke liye, matlab pehle confusion thi aur ab clarity hai ki kab kis feature ko kaise use karna hai. Wo moment hi jab software click hua tha mere liye, bas that moment.