4 out of 54 of 5Unverified experienceTraining and onboarding
it was much better than expected
maine socha tha ki onboarding process time lene wala hoga, par yeh toh kaafi efficient nikla. meri working hours ke hisaab se training ka schedule achha tha, sirf ek do sessions thoda jaldi ho gaye jo mujhe suit nahi kiye.