4 out of 54 of 5Verified purchaseTraining and onboarding
Felt quite rewarding overall
WFHI ki training lene ke baad main kaafi satisfied feel karti hun. Jo maine socha tha, usse kaafi achhi training mili. Thoda rush laga kabhi kabhi, lekin content achha thi. Overall, good experience tha, bas thoda balance aur time management chahiye hota. Lekin aakhir mein, main is training se khush hoon.