Agar basic samajhna ho toh theek hai, par advanced user ke liye nahi
Training jab start ki toh laga tha ki sab kuch detailed milega, onboarding process bhi simple hoga, lekin practice karne pe pata chala ki jo syllabus diya gaya tha, wo mere expectations se thoda kam tha. Software ka use karna theek tha workflow ke hisab se, par mujhe jyada in-depth manual ya advanced features ke baar me guidance chahiye tha, jo shayad yahan nahi mila. Jo step-by-step training thi, wo beginners ke liye sahi hai, lekin agar aap already experience rakhte ho kisi similar platform pe toh yeh thoda basic lagega. Main sochta hun ki agar workflow chalana hai toh ye kaam kara sakta hai, par main usski limits bhi samajhta hun. Onboarding me toh thoda detail nahi tha, jisme mujhe kaafi baar help ke liye contact karna padha, jo inconvenient laga.