3 out of 53 of 5Verified customerTraining and onboarding
Acha hai, lekin kuch kami hai
Training ke module theek thaak the, lekin kuch jagah par zyada samjhane ki zarurat thi. Main sochta hoon ki agar isme thodi clarity hoti to aur bhi achha ho sakta tha. Kuch steps samajhna simple tha, par kuch jagah par define nahi kiya gaya tha, isliye ho sakta hai jinko naye hain unhe dikkat aaye.